How to Use Google Advanced Search Tools In Hindi

Google advanced search tools | Hello friends aj hum is post me Google advanced search tools ke bare me sikhenge. Google advanced search tools kya hai? Iske kya benefits hai? Ise kaise istemal kare ke bare me is article me janenge.

how to use google advanced search tools in hindi 2019

Sayad hi aesa koi internet user hoga jo Google search engine ke bare me nhi janta hoga. Google search engine ka use aapne jarur kiya hoga. But kya aapko Google advanced search tools ke bare me pata hai. Kabhi aapne Google advanced search tools ka use kiya hai. Agar nahi to aap is article ko last tak padhe is article me hum Google advanced search tools ke bare me sikhenge.

Google search engine ky hai or iska kya use hai iske bare me to hum sabhi jante hai. Jab hum google search engine me kuch information search karte hai to humare samne bahut sare result show hote hai. Aese me hume apni pasand ki information ko search karna thodi muskil ho jata hai. So agar aapko google search me apni pasand ki information seach karni ho to aapgoogle advance search tools ka use kar apni pasand ki jankari search kar saktehai. Isme aap apni searching ko filter kar apne jarurat ke anusar kisi bhi specificcountry ya specific time etc. ka result search kar sakte hai.

Best Free Online Digital Marketing Courses With Certificate From Google In Hindi

Graphic Designer Kaise Bane – How To Become a Graphic Designer

Agar aap google search engine me kuch search karte hai to aapke samne bahut sare result show hote hai. Aese me aapko apni pasand ki jaruri inforamtion ko search karna thodi muskil ho sakta hai. So agar aapko google search me apni pasand ki information seach karni ho to aapgoogle advance search tools ka use kar apni pasand ki jankari search kar saktehai. Isme aap apni searching ko filter kar apne jarurat ke anusar kisi bhi specificcountry ya specific time etc. ka result search kar sakte hai.

Agar aap google search engine me kuch search karte hai to aapke samne bahut sare result show hote hai. Aese me aapko apni pasand ki jaruri inforamtion ko search karna thodi muskil ho sakta hai. So aese me hum google advanced search tools ka use kar apni pasand ki information ko easily search kar sakte hai. Isme aap apni searching ko filter kar apne jarurat ke anusar kisi bhi specific country ya specific time etc. ka result search kar sakte hai.

Google Advanced Search Tools Kya Hai? What is google advanced tools?

Google advanced search tools sabhi searchers ke liye bahut hi useful tools hai. Iski madad se aap apni pasand ki information ko apne according search kar sakte hai jaise ki agar aap last 24 hour me google search engine me kya upload hua hai, Kis country se hua hai etc sabhi ke bare me jan sakte hai.

Website Kaise Banaye Step By Step Full Guide In Hindi

Google Advanced Search Tools Kaise Use Kare? How to use google advanced search tools?

Google advanced search tools ko open karne ke liye sabse pahle aap google search engine me aap jo information search karna chahte hai use search kar lijiye. Uske baad yaha google search box ke bottom me ek Tools ka option hoga is par click kar dijiye. Jaise hi aap tools ke option par click karenge to aapke samne kuch option show ho jayenge.

1. Any Country : Jab aap google search me kuch information search karte hai to yaha par sari countries ke result show hota hai. But agar aap only india ka result dekhna chahte hai to aap yaha any country ke option par click kar Country India wale option ko select kar lijiye uske baad aapko yaha par only india ke result show honge.

2. Any Time : Agar aap kisi specific time ka result dekhna chahte hai ki Past hour, Past 24 hour, Past week etc me google me kya kya upload hua hai to aap yaha any time ke option me jakr aap jis bhi time ka result dekhna chahte hai us time ko select kar us time ka result dekh sakte hai.

google advanced tools kya hai 2019

So is prakar aap apne according kisi information ko google advanced tools ki madad se filter kar search kar sakte hai.

Isi tarh agar aapko kisi image ko filter karna ho to bhi aap is tools ki madad se easily kar sakte hai.

Top 10 Most Popular & Useful Google Chrome Extensions In Hindi

Google image advanced search tools me bhi same features honge bas yaha par aapko Images size, Color, Usage rights, Type etc ke kuch extra features mil jayenge.

Google Image Advanced Search Tools Kaise Use Kare

Sabse pahle aap jis bhi topic se related images search karna chahte hai usko google me type kar search kar lijiye, Uske baad Images wale tab par click kar dijiye. fir yaha se Tools ke option par click kar lijiye. Tools pe click karte hi kuch features show hone lagenge.

1. Size: Yaha se aap apne according size ko select kar images ko search kar sakte hai. Jaise ki agar apko Large, Medium, ya aap apni marji ka width and height set karke bhi images search kar sakte hai.

2. Color : Yaha se aap apni pasand ke color ke according images search kar sakte hai. Jaise ki agar aapko kisi specific color Red, Yellow, Black and white, Transparent etc jo bhi aapko chahiye aap yaha se select kar images search kar sakte hai.

3. Usage Rights : Yaha se aap un images ko search kar sakte hai jinhe aap commercially use kar sakte hai ya nahi. Jaise ki kai bar aapko apne youtube channel ya website, blog me images ki jarurat padti hai so agar aap direct google se images ko download karke apne website youtube channel me upload karte hai to copyright a sakti hai. So aese me aap yaha se un images ko search kar sakte hai jo copyrights free images hoti hai jinhe aap commercially use kar sakte hai.

4. Type: Yaha se aap images types ko search kar sakte hai. Jaise ki aapko Face, Clip art, Animated, Line drawing etc jis bhi type ki images search karna chahte hai aap yaha se use select kar search kar sakte hai.

Top 15 Most Useful Websites Ki Jankari Hindi Me

5. Time : Agar aap Past hour, Past 24 hour, Past week, Past month etc. me google me kaun kaun si images upload huyi hai dekhna chahte hai to aap yaha se us time ko select kar images ko search kar sakte hai.

google image advanced search tools 2019

Isi prakar agar aap video ko search karna chahte hai to aap video wale tap me click kar tools ke option par click kar dijiye uske baad aap apne according videos ko search kar sakte hai jaise ki India se upload hui videos ko dekh sakte hai, Duration, Time, Quality set kar sakte hai, Source set kar sakte hai ki video kis source se upload hui hai Youtube, Dailymotion etc.

Isi tarh aap google advanced search tools ka use kar Books, News etc ko bhi search kar sakte hai.

Google advanced search tools ka use kar aap google me pahle se ache tarike se apni information ko search kar sakenge.

I hope aapko ye how to use google advanced search tools in hindi post achi lagi hogi. Agar aapko is post se related koi bhi question ho to aap niche comment me puch sakte hai.

Internet Se Paise Kaise Kamaye Online Surveys Karke

Mobile Se Paise Kamane Ke Best Apps – Earn Daily $10 – $20

Leave a Comment