Mobile Se Paise Kamaye: Mobile Se Online Paise Kamane Ke Tarike

Mobile se paise kamaye | Hello friends aj hum is post me mobile se paise kaise kamaye ke bare me janenge. Agar aap bhi apne khali samay me apne mobile ka use kar online kuch paise kamana chahte hai to aapke liye ye post helpful sabit ho sakti hai. Yaha humne mobile ka use online paise kamane ke kuch best tariko ke bare me jankari share ki ha, jiski madad se aap online mobile se paise kama sakte hai.

mobile se paise kamane ke tarike

Aj ke samay me jyadatr log smartphone ko use karte hai, aur jyadatr samay apne smartphone me kuch na kuch jaise ki social sites use kar, videos, photos dekhkar, ya game khel kar, etc. me bita dete hai. Lekin kya aapko pata hai in sabhi ke alawa aap apne mobile ka use kar online paise kamane ke liye bhi kar sakte hai. Ji ha yah such hai agar hum apne mobile ka sahi tarike se use kare to hum apne mobile ki madad se easily online kuch paise kama sakte hai, or iske liye aapko kai ghanto tak kaam karne ki jarurat bhi nahi padti bas aap apne khali samay me kaam kar mobile se paise kama sakte hai.

Aj mai is post me apko kuch aase hi best tariko ke bare me bata raha hun jinka use kar aap apne mobile se online paise kama sakte hai.

Mobile Se Paise Kamane Ke Tarike

1. WhatsApp Se Paise Kamaye

Mobile se paise kamane ke tariko me whatsapp sabse best or popular tariko me se ek hai, Whatsapp ka use to lagbhag sabhi karte hai, or sabhi whatsapp ka use friends, family ke sath chat karne, picture, video share karne ke liye karte hai, Lekin kya aapko pata hai ki hum whatsapp ka use kar achi income bhi kar sakte hai.

Whatsapp se paise kamane ke liye jaruri hai ki aapke whatsapp me bahut sare friends ho, Agar aapke  whatsapp me jyada friends nahi hai to aapko internet me bahut sare whatsapp group ke link mil jayenge aap unhe join kar sakte hai.

Whatsapp se paise kamane ke tarike:

1. Agar aapka koi business hai to aap apne product ko whatsapp ke jariye promote kar use jyada se jyada logo tak pahucha sakte hai aur apne product ko sell kar sakte hai, Iske liye aap apne business se related whatsapp group bana ljiye ya aap kisi or ke groups me join ho sakte hai, internet me aapko kai sare aese group ke link mil jayenge aap un groups ko join kar lijiye. Uske baad aap un groups me apne product ka link share kar sakte hai.

2. Agar aapka koi business nahi hai to bhi aap whatsapp se paise kama sakte hai, aap kisi brand company ke products ko promote kar ke bhi whatsapp se paise kama sakte hai, Aap us brand company ke affiliate marketing ko join kar, Affiliate link ko whatsapp groups me share kar acha commission earn kar skate hai.

Affiliate marketing kya hai, Affiliate marketing se paise kaise kamaye ke bare me jyada janne k liye aap is post ko padh sakte hai, Yaha mene affiliate marketing ke bare me step by step bataya hai.

2. URL Shortener Se Paise Kamaye

URL shortener ek aise free service hai jiske dwara aap kisi bhi badi link(url) ko short karke use share karte hai uske baad koi aapke us short url par click karta hai to aapko earning hoti hai.

Url shortener se paise kamane ke liye sabse pahle aapko shortener website me sign up karna hoga, Uske baad aap koi aise websites, videos ke link ko us shortener website ki madad se short kar lijiye or us link ko apne WhatsApp, Facebook, friends, ko share kar dijiye. Uske bad koi user aapke us short link par  click karega to aapko wo url shortener company kuchh commission deti hai, Jitne jyada click honge earning bhi utni hi jyada hogi.

Aap aise website ya video ka link short karke share kare jin par jyada click milne ke chances ho jaise ki trending video, viral news, etc.

Top Shortener website list:

  1. za.gl
  2. adf.ly
  3. linkshrink.net
  4. linksad.net
  5. shorte.st

Url shortener website se paise kamana bahut hi asan hai, Is tarike se kai sare log achi income kar rahe hai.

3. Promote/Refer Earning Apps Se Kamaye

Aj ke samay me bahut sari aisi apps hai jo app ko promote karne ke liye referral program chalati hai, matlb ki agar aap kisi referral program wali app ko download kar apne referral link ko apne fiends, family ke sath share karte hai or wo aapke link se us app ko download karta hai to wo app aapko kuch commission deti hai.

4. Uber Cab Se Paise Kamaye

Uber cab me aap sabhi ne kabhi na kabhi to travel kiya hoga, Lekin kya aap jante hai ki uber company ki ek “Uber Dost” app hai, Jise aap refer kar ache paise kama sakte hai, Agar aap is app me sign up kar apne jan pahchan ya kisi or driver ko refer karte hai, or wo aapke unique referral link se uber ke sath partner ke taur par sign up karta hai to aapko uber kuch commission degi or sath hi next 3 ride ke liye aapko kuch discount bhi deti hai. Is program ka use kar kai sare log achi income kar rahe hai.

To ye the kuch best mobile se paise kamane ke tarike jinka use kar aap apne mobile se apne khali samay me kaam kar kuch income kar sakte hai.

I hope ki aapke liye ye post helpful rahi hogi. Agar aapka is mobile se paise kaise kamaye post se related ko bhi question ho to aap niche comment me puch sakte hai.

Leave a Comment