Doctor Prescription Codes | दवाई की पर्ची पर डॉक्टर द्वारा लिखे गए कोड की जानकारी

Doctor prescription codes in hindi | Hello friends aj hum is post me medicine ke parche par doctors dwara likhe gaye codes ka kya matlab hota hai iske baare me janenge, Doctors medicine ke parche me kuch code ka istemaal karte hai, jiske baare me bahut hi km logo ko pata hota hai. Aj hum aapko aese hi kuch code ke baare me batane ja rahe hain jinka matlab jaanna aapke liye useful aur helpful ho sakta hai.

Doctor prescription codes in hindi

Jab ham Doctor ke paas jaate hai to doctor medicine ke parche par kuchh codes jaise ki q, bd, bt, HS, etc. ko likhte hai jinke bare me medical walo ke sivaaye kisi ko samjh nhi ata hai, In shortcode me medicine ko kaise, kab, kitni matra me, etc. ke bare me bataya hua hota hai jiske bare me bahut hi km logo ko inka matlab samajh ata hai. So agar aapko bhi inke bare me nahi pata hai to aap yaha se in code ke matab ko jan sakte hai.

Doctor Prescription Codes List In Hindi

Codes Meaning of code
q प्रत्येक
s के बिना
qD प्रतिदिन
qH हर घंटे
c के साथ
AC भोजन से पहले
PC भोजन के बाद
Tab टैबलेट
OD दिन में एक बार
BID दिन में दो बार
TID दिन में तीन बार
BBF नाश्ते से पहले
QID  दिन में चार बार
BT सोते समय
BD रात को भोजन से पहले
qOD हर एक दिन छोड़कर
TW हफ्ते में दो बार
QP हर रात
PRN जरूरत के मुताबिक
SOS जरूरत पड़ने तथा इमरजेंसी पर
wt. वजन
Tab टैबलेट
syr. सिरप(Syrup)
mL मिलीलीटर
Rx उपचार
Tbsp. बड़ा चमचा(tablespoon)

Ummid karta hun ki aapke liye ye post helpful rahi hogi. Agar aapko ye jankari achi lagi ho to ise apne friends ke sath share jarur kare.

Leave a Comment