Zoopcover Se Online Paise Kaise Kamaye – Best Online Earning Site

Zoopcover se online paise kaise kamaye | Hello friends aj hum is post me online paise kamane ke ek or best tarike ke bare me janenge. Aj hum ek aisi website ke bare me janenge jiski madad se hum ghar baithe online kaam kar achi income kar sakte hai.

Dosto agar aap bhi ghar baithe daily 1 – 2 hour kaam kar paise kamana chahte hai to aap is post ko last tak padhe is post me mai aapko ek aisi website ke bare me bataunga jiski madad se aap ghar baithe hi online kaam kar ache paise kama sakte hai.

zoopcover se online paise kaise kamaye

Aj ke samay me internet me online paise kamane ke kai sari websites available hai, But jaisa ki hum sabhi ko pata hai ki internet me adhi se jyada sites fake hoti hai, but kuch sites aisi bhi hoti hai jo 100% genuine hoti hai jo ki hume humare kam ke badle payment karti hai.

Aj hum is post me ek aisi hi website ke bare me janenge jo 100% genuine hai jo ki humhe humare kaam ke badle payment deti hai.

Aj hum jis website ke bare me janenge us website ka name hai Zoopcover, Basically ye ek online shopping site hai, Is website me aapko har mobiles brands jaise ki Apple, Samsung, Oppo, Vivo, Nokia etc sabhi models ke covers mil jayenge.

Zoopcover Se Online Paise Kaise Kamaye

Agar aap is website ko sahi tarike se use karte hai to aap is website ki madad se ghar baithe hi achi income kar sakte hai.

Zoopcover se paise kamane ke liye sabse pahle aapko is site me signup karna hota hai.

Step 1 : Sabse pahle aap yaha click kar is site ko open kar, Apna Name, Email, Password, Phone number dalkar signup kar lijye. Signup karte hi aapko Rs 50 bonus mil jayega.

Note : Agar aap direct is site me sign up karte hai to aapko Rs. 50 ka bonus nahi milega so aap is site me kisi ke referral link se hi sign up kare. Agar aapke paas kisi ka referral link nahi hai to aap yaha click kar is site me signup kar sakte hai.

Step 2 : Ab aap is site me successfully sign up ho chuke hai. Ab yaha se My Account ke option par click kar dijiye. yaha se aap apne Orders, Referral link, Total earnings ko dekh sakte hai.

  1. Orders : Yaha se aap apne orders ko dekh sakte hai.
  2. My Passbook : Is option par click kar aap apni total earning ko dekh sakte hai, or sath hi yah bhi dekh sakte hai ki aapki earning kin kin tariko se huyi hai.
  3. Referral : Is option par click kar aap apne referral link ko copy kar social site ya other jagah share kar sakte hai. Agar koi aapke is referral link ke jariye is site me signup karta hai to aapko Rs. 50 milenge.
  4. Payment : Yaha pe aapko apni payment details dalni hai, Aapne is site se jo paise earn kiye hai unhe withdraw karne ke liye aapko apni payment details dalini hai, Yaha se aap paiso ko 2 tariko se withdraw kar sakte hai Bank ya Paytm me.
  5. Request Payment : Yaha se aapne jo withdraw lagaya hai use dekh sakte hai, Jaise ki withdraw kab lagaya hai, Paytm no, Bank AC, Payee Name etc yaha se dekh sakte hai.

zoopcover se paise kaise kamaye

Zoopcover Se Hum Kitne Tariko Se Paise Kama Sakte Hai

Zoopcover se hum kai sare tariko se earning kar sakte hai jaise ki –

  1. Singup Bonus : Yah website abhi aapko ek offer de rahi hai jisme agar aap kisi ke referral link ke jariye is site me signup karte hai to aapko Rs. 50 bonus milega.
  2. Referral Link : Agar aap kisi ko apne referral link se is site me joining karwate hai to aapk Rs. 50 milenge or sath hi us person jisne aapke referral link se join kiya tha use bhi Rs. 50 milenge.
  3. Link Sharing : Isme aapko par link click karne ke Rs 1 milenge. Mtlb ki aapne apne referral link ko facebook, whatsapp etc me share kiya or us link par kisi ne click kar wo is site ko open karta hai, Uske baad wo is site me join nahi karta bas link ko click kar is site ko open karta hai fir use close kar chala jata hai to bhi aapko us click ke Rs 1 milenge.
  4. Affiliate Commission : Jaisa ki mene upar bataya tha ki yah ek online shopping website hai jo ki mobiles covers sell karti hai, Agar aap kisi bhi cover ka affiliate link kisi ke sath share karte hai or koi aapke dwara share link pe click kar us product ko buy karta hai to aapko us products ke price ka 50% commission milega.

Zoopcover Se Earn Kiye Paiso Ko Kaise Withdraw Kare

Zoopcover site se earn kiye paise ko apne Bank ya Paytm me withdraw karne ke liye aapko kuch condition ko follow karna hoga.

  1. Aapke account me minimum Rs 1000 hone ke baad hi aap is site se apne paise ko apne bank ya paytm me withdraw kar sakte hai.
  2. Ek din me aap is site se maximum Rs. 200 hi apne bank ya paytm me withdraw kar sakte hai. Mtalb ki agar aapke account me Rs 1000 hai to aapko us amount ko withdraw karne ke liye 5 din lag jayenge.
  3. Is site se earn kiye paiso ka withdraw karne ke liye aapko apne account ko approved karwana hoga uske liye aapko is site se ek cover buy karna hoga, Cover ko buy karne ke liye aap Debit card, Credit card, Net banking ka use kar sakte hai. Jaise hi aapka wo cover aapke ghar me delivered hoga aapka account automatically hi approved ho jayega, Uske baad aaap is site se apne paise ko withdraw kar sakte hai.

So is prakar aap zoopcover se paise kama sakte hai, Ummid karta hun ki aapko ye post zoopcover se online paise kaise kamaye achi lagi hogi, Agar aapko is post se related koi bhi question ho to aap niche comment me puch sakte hai.

Leave a Comment