Mobile Apps Se Paise Kaise Kamaye – Money Making Apps

Mobile app se paise kaise kamaye | Hello Friends aj hum is post me mobile apps se paise kaise kamaye ke bare me janenge is post me mai aapko top 5 best money making apps ke bare me batauga jinki madad se aap ache paise earn kar sakte hai.

mobile app se paise kaise kamaye

Aap in apps ki madad se ghar baithe hi kuch chote mote task jaise ki survey kar ke, Apps download karke, videos dekh kar or apne friends, family ko refer kar ke achi income kar sakte hai.

Agar aapke paas ek smartphone hai to aap badhi hi asani se apne mobile me apps install kar ke free recharge, Paytm casht Paypal cash etc. earn kar sakte hai.

Agar aap playstore me best earning apps likh kar search karenge to aapko playstore par aesi bahut sari apps mil jayenge, par dosto jaisa ki hum sab jante hai ki internet par fake chije bahut hoti hai isi tarh playstore par bhi adhe se jyada fake application hote hai, jo aapse sirf kaam karate hai aur payment nahi deti hai.

So aap jis bhi app ko online earning karne ke liye download karenge pahle aap us app ke bare me achi tarh pata kare jaise ki us app ke reviews ko padhe, kitne logo ne download kiya hai ye sab dekhne ke baad hi aap us application par kaam kare.

Mobile App Se Paise Kaise Kamaye

Yaha mai is post me top 5 best money making apps ke bare me bataunga jo most popular hai or jo aapko apke kam ke badle paise degi or inke download bhi lakho me hai. 

1. Pocket Money

How to earn money with pocket money

Pocket money app bahut hi badhiya app hai isme aapko app download karne, Video dekhane, Apne dosto ko invite karne ke paisa milte hai, Ye app mobile app se paise kamane ke liye sabse badhiya aap hai.

Pocket money app se kamaye gaye paiso ko aap apne paytm me transfer kar sakte hai ya mobile recharge kar sakte hai. Isme aap minimum Rs.20 ka recharge ya paytm me transfer kar skate hai.

Dosto is app se aapko har share par Rs.20 milte hai.

Downlaod : Pocket Money

2. Google Pay(Tez) 

earn money with google tez app

Google Pay ek UPI (Unified Payment Interface) base aap hai jisaki madad se aap  paiso ko directly apne bank me magwa bhi sakte hai or bhej bhi skate hai. Google pay app ko google ne launch kiya hai google ke bare me to aap jante hi honge isase aapko ye to pata chal hi gya hoga ki ye app fake nahi ho sakti.

Google Pay App Se Paise Kaise Kamaye? How To Earn Money From Google pay

1. Pay anyone this week: Is offer me agar aap kisi tez user friend ya family member ko Rs.500 ya usase jyada pay karne par aapko every friday ek scratch card milega jisme aap 1 lakh rupay tak jeet sakte hai.

2. Invite friend and family: Google pay aap ko apne friends, family me share karne par aapko har successful share par Rs.51 ka bonus milega.

3. Pay or get paid: Isame aapko kisi google pay user ko Rs.150 ya 150 se jyada pay karne par ya received karne par ek scratch card milega jisame aap Rs.1000 tak jeet sakte hai.

Google pay app aapke bank account se link hota hai, isliye aap jitne bhi paise google pay aap se earn karenge wo piase directly apke bank account me transfer ho jayenege.

Downlaod: Google Yay

3. Slidejoy

how to earn money from slidejoy

Slidejoy ek aisa app hai jo sirf aapke phone ki screen lock ka use karta hai, yeah ek screen lock app hai jese hum sab normally apne phone me screen lock ka use karte hai yah app bhi humare phone me waise hi screen lock ka use karta hai.

Slidjoy aapko aapki lock screen me trending news or adds dikha kar aapko usake badle pay karta hai.

Or aap is app ko apne friends, family ko refer karke bhi paise kama saket hai.

Jab aapke 2$ ho jate hai to aap apne PayPal account ki madad se payment le sakte ho.

Download: Slidejoy 

4. GrabPoints

how to make money from grabpoints

GrabPoints ek aisi service hai jisako aap mobile or computer dono me use kar ke paise kama sakte hai. GrabPoints app or website dono me available hai .

GrabPoints se hum bahut tariko se paise kama sakte hai, jaise ki apps ko downloads karke, surveys kar ke, apne friends ko refer karke, video dekh kar etc.

GrabPoints se earn kiye huye paiso ko hum PayPal account me, amazon gift card etc. me received kar sakte hai.

GrabPoints online paise kamane ke liye sabse best or aasan tarika hai.

Download: GrabPoints

5. PhonePe

how to earn money from Phonepe app

PhonePe ek UPI based aap hai jisaki madad se hum kuchh hi second me kisi bhi samay me kahi se bhi paise bhej sakte hai or paise ko magwa bhi skate hai Or sath hi phonepe se hum mobile recharge, dth recharge, electricity bill, data bill, water bill etc. kaam kar sakte hai.

PhonePe app se first transaction karte hai to aapko Rs.100 ka bonus milega transaction UPI ke through hi hona chahiye tabhi aapo R.s100 ka bonus milega.

PhonePe aap ko apne dosto, family me refer karne par aapko commission milta hai. Or sath hi flipkart par payment karne par cashback, Money transfer karne par cashBack, Mobile recharge karne par cashback,  Electricity bill pay karne par cashback milta hai.

Download : PhonePe

Ummid karta hun ki aapko ye post mobile app se paise kaise kamaye achi lagi hogi. Dosto aap in sabhi apps ko apne phone me install kar ke in par kaam kar ke ache paise kama sakte hai.

6 thoughts on “Mobile Apps Se Paise Kaise Kamaye – Money Making Apps”

Leave a Comment